6 Ways To Get Your Blog Post Ranking up In Google
Wednesday, February 20, 2019
Add Comment
Blogging karna ya Blog banana bhut aasan ho gaya hai aaj ke time me, issi karan Log blogging ko aasan samaj kar series nahi lete, or galtiya karte jate hai.. jiska result ye nikalta hai wo Blogging ko chhor dete hai.
Pichli ek post me HMH.pe bataya tha Blogging me Fail hone ke 7 karan, usko bhi jarur read kare.. Q ki ek Successful blogger kabhi ye galtiya nahi karta.
or agar aap Blogging me Carrier banane ka Soch rahe hai to ye bate jarur jan lijiye, or agar Blogging me Success hona hai to uski 4 tips bhi jarur read kare.
Website bana se kaam khatam nahi, uske baad siru hota hai.. Q ki Website ko bana kar usko manage karna, usko update rakhna hai Quality content dalte rhena sabse jada jaruri hai, agar Long term tak usme bane rhena hai to.
Long Term Blogging Me Success Hone Ke 17 Tips jinko follow karke koi bhi blogging me success ho sakte hai.
Blogging me hajaro log aate hai, par usme se 1-2 hi tik pate hai.. uska karan hai wo naa apne blog ko manage kar pate hai or naa uss baja se unki post google me rank karti hai..
To Agar aap Blogging karna chate hai, or chate hai ki aapka BLog bhi success ho or jo aap chate hai wo aapko mile.. to kabhi bhi ye galtiya naa kare.
Blogging ya Website banane se pehle aap apna mind set kr le ki aapne kin topics ko apni website par cover karna hai ? kis language par aap apne blog ko rkhna chahte hai ? kis tarah ka content aap apni website par visitors ko dege yaani news ya fir kuch aisa jo hmesha hi upyogi bna rhe.
yeh sabhi points main apne anubhav ke aadhar par hi share kar raha hu kyuki hum sbhi hi blog ki shuruat me kai bdi galtiya karte hai. Blogging me aapko kaafi dhairya ki jarurat hai. Hum apni baat kre to Humne kai badi galtiya ki, jaise keywords par jyada dhyaan nahi diya humesha hi high competition keywords par focus kiya jiske karan article rank nahi hote to nirasha badti hai.
SEO ko log bahut bada dar bana dete hai, market me log SEO ke naam par kaafi paisa vasulte hai, jo ki aap agar khud kare to samay ke sath sath seekhte jaate hai or aapko kaafi aasan lgne lgta hai.
Hmesha hi experience blogger or website owner se judne ka prayas kare, unki website par dekhe ki vah kis prakar apne visitors se jud rhe hai. Unse madad ke liye puchhe or apni pareshani unke sath sajha karke solution nikale.
Khud par bharosa rakhe or naye articles videos or Google ke rules ko padhte rhe, jo ki aapko aage bdhne me behad madadgar sidh hoga.
At Last, me ummid karta hu mere batai galtiya aap nahi karege or blogging me jo karna chate hai wo kar payege..
Aapke sunhere bhavishya ki kaamna ke sath vida leta hu. aapko article kesa laga comment karke batana naa bhule
Pichli ek post me HMH.pe bataya tha Blogging me Fail hone ke 7 karan, usko bhi jarur read kare.. Q ki ek Successful blogger kabhi ye galtiya nahi karta.
or agar aap Blogging me Carrier banane ka Soch rahe hai to ye bate jarur jan lijiye, or agar Blogging me Success hona hai to uski 4 tips bhi jarur read kare.
Website bana se kaam khatam nahi, uske baad siru hota hai.. Q ki Website ko bana kar usko manage karna, usko update rakhna hai Quality content dalte rhena sabse jada jaruri hai, agar Long term tak usme bane rhena hai to.
Long Term Blogging Me Success Hone Ke 17 Tips jinko follow karke koi bhi blogging me success ho sakte hai.
Blogging me hajaro log aate hai, par usme se 1-2 hi tik pate hai.. uska karan hai wo naa apne blog ko manage kar pate hai or naa uss baja se unki post google me rank karti hai..
To Agar aap Blogging karna chate hai, or chate hai ki aapka BLog bhi success ho or jo aap chate hai wo aapko mile.. to kabhi bhi ye galtiya naa kare.
Blogging Mistakes
Topics, Language, Content TypeBlogging ya Website banane se pehle aap apna mind set kr le ki aapne kin topics ko apni website par cover karna hai ? kis language par aap apne blog ko rkhna chahte hai ? kis tarah ka content aap apni website par visitors ko dege yaani news ya fir kuch aisa jo hmesha hi upyogi bna rhe.
Keyword in Domain Name
Topics or thodi website ke baare me outline tayar karne ke baad ap apni website ya blog ke Domain Name ke baare me soche jo us topics ke keyword se related ho. jo aapko search engine me kaafi madad krega or vyakti ko apne aap hi btayega ki yeh website kis topic se related hai.Perfect Hosting
Domain name decide karne ke baad ek acchi hosting apne budget ke anusar dhunde or apni web ki loading speed ka dhyaan rkhe, koi bhi visitor jyada der load hone waali website par rukna pasnd nahi karta.Content Quality
Apni website hoast krne ke baad apne articles par kaam karna shuru kare. Dhyan rhe article kam se kam 1500 shabdo ka jarur likhe jo ki puri tarah se keyword research par adharit ho or idhar udhar ki baato se accha hai ki kaam ki baat par dhyan de jis se doosro ki madad ho.SEO
kuch articles upload krne ke sath hi aapko apni website par SEO ki jarurat aayegi jiske liye aap youtube ya fir kisi bhi digital marketing field me expert vyakti ki madad le skte hai. lekin kabhi bhi apna kaam kisi dusre vyakti ke hatho me pura na chhore, khud bhi puri jankaari lete rhe.yeh sabhi points main apne anubhav ke aadhar par hi share kar raha hu kyuki hum sbhi hi blog ki shuruat me kai bdi galtiya karte hai. Blogging me aapko kaafi dhairya ki jarurat hai. Hum apni baat kre to Humne kai badi galtiya ki, jaise keywords par jyada dhyaan nahi diya humesha hi high competition keywords par focus kiya jiske karan article rank nahi hote to nirasha badti hai.
SEO ko log bahut bada dar bana dete hai, market me log SEO ke naam par kaafi paisa vasulte hai, jo ki aap agar khud kare to samay ke sath sath seekhte jaate hai or aapko kaafi aasan lgne lgta hai.
Hmesha hi experience blogger or website owner se judne ka prayas kare, unki website par dekhe ki vah kis prakar apne visitors se jud rhe hai. Unse madad ke liye puchhe or apni pareshani unke sath sajha karke solution nikale.
Khud par bharosa rakhe or naye articles videos or Google ke rules ko padhte rhe, jo ki aapko aage bdhne me behad madadgar sidh hoga.
At Last, me ummid karta hu mere batai galtiya aap nahi karege or blogging me jo karna chate hai wo kar payege..
Aapke sunhere bhavishya ki kaamna ke sath vida leta hu. aapko article kesa laga comment karke batana naa bhule
0 Response to "6 Ways To Get Your Blog Post Ranking up In Google"
Post a Comment